Alvida ! Alvida ! Ab kahna aur kya........

chupake se kahin, dheeme paanv se
jaane kis taraf, kis ghadi
aage badh gaye hamse raahon mein
par tum toh abhi the yahin
kuchh bhi na suna, kab ka tha gila
kaise keh diya alvida

jinake darmiya gujri thi kabhi
kal tak yeh meri zindagi
dono baahon ko, thandi chaanv ko
hum bhi kar chale alvida
alvida, alvida, meri raahein alvida
meri saansein kehati hai, alvida
alvida, alvida, ab kehna aur kya
jab tune keh diya, alvida


sunle bekhabar, yun ankhein pher kar aaj tu chali ja
dhundegi nazar humko hi magar har jagah
aisi raaton mein leke karvate, yaad hamein karna
aur phir haar kar kehna kyun magar, keh diya alvida alvida

koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida
alvida, alvida, ab kehna aur kya
jab tune keh diya, alvida

Hum they dil jale, phir bhi dil kahe
kaash mere sang aaj hote tum agar, hoti har dagar gulsita
tumse hain khafa, hum naraaz hai, dil hai pareshaan
socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida

koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida
alvida, alvida, ab kehna aur kya
Ab hum bhi kar chale Alvidaaaaaaaaaa !!!!!!!!

VIA: EMAIL (PRIYA JAIN)

No comments: