EK ACHA DOST AGAR...

asaman hum se naraj hai, tare hamase dushawar hai,
wo sab hamase jalate hai, kyunki chand se bahetar dost hamare pass hai

kabi kabi in hontho pe hasi si hoti hai
e dost wo tum ho,jis se meri jindagi jinda dil hoti hai.

dost tera bahut sahara hai,
warana is duniyaa me kaun hamara hai?
log marate hai maut aane par,
hamen to aapaki dosti ne mara hai.

rishton ki ye duniya hai nirali,
sab rishton se pyari hai dosti tumhari,
manjur hai ansu bhi ankho me hamare
agar aa jae muskan hothon pe tumhare.

hakikat samajo yan afasana,
beganaa samajo yan diwana,
suno is dil ka fasana,
teri dosati hai mere jine ka bahana

No comments: