Valentine day experiance...........

Ham unki gali se nikle, haath me gulaab tha,

unhe bhi khidki pe paaya, ajab ittifaak tha,

hamne unhe gulaab diya, ye ishq-e-izhaar tha,

Unhone bhi gulaab phenka par kambhakth gamla saath tha,

armaan sare taaron mein badal gayee sar pe aasmaan tha,

valentine ka bhoot utar gaya, ab bas dawainyon kaa saath tha.

Via:E-Mail.

No comments: